
OFSS Bihar Board 11th Admission 2022 Session 2022-23: Hello! Agar Aap Bihar Board Class 10th Pass Hai Aur Bihar Board Intermediate Me Admission 2022-23 Ke Bare Mein Jannaa Chahte Hain To Yahan Aapko Puri Jankari Mil Jayegi.
Pichhale Saal Ke Tarah Bihar Board Inter Me Admission Online Hoga. Bihar Board Inter 11th Admission 2022 Lene Ke Liye Students Ko OFSS Portal Par Online Form Bharna Hoga, Aur Merit Ke Aadhar Par Admission Hoga.
Bihar Board 11th Admission 2022
Yahan Aapko Ham Bataya Jayega Ki Bihar Board 11th Me Admission Ke Liye Suchana Kab Jari Karega, Kaise Online Admission Form Bharna Hai OFSS Portal Par, OFSS Admission Form Bharne Ke Liye Kya Kya Chahiye Hoga, Kam Se Kam Kitne Plus-Two School College Ka Chunav Karna Hoga, W Kitna Online Application Form Ka Fee Hoga. To Kul Milakar Yah Post Aap Sabhi Ke Li Bahut Upyogi Hoga.
BSEB 11th Admission 2022 Events
Board Ka Naam | Bihar Board (BSEB), Patna |
Post Ka Naam | OFSS Bihar Admission 2022 Form Apply |
Academic Session | 2022-2024 |
Faculty Ka Naam | Arts, Science, Commerce, Voc.. |
Notice Date | 21 June 2022 |
OFSS Admission Form Start Date 2022 | 22 June 2022 |
OFSS Admission Form Last Date 2022 | 30 July 2022 |
1st Extend Date | 01 to 05 July 2022 |
2nd Extend Date | 06 to 12 July 2022 |
New Date | 27 to 30 July 2022 |
Admission Form Ka Fee | 350/ |
Form Fee Kaise Pay Hoga | Online |
OFSS Admission Form Kaise Bhare | Online |
OFSS Bihar Inter Admission Reservation
SC | 16% |
ST | 01% |
EBC | 18% |
BC | 12% |
WBC | 03% |
WBS | 10% |
Handicapped | 05% |
Kaise Kre Bihar Board 11th Ka Admission Form Online?
Students Bihar Board Inter Ka Admission Form Online OFSS Portal Par Bhara Jayega. Jiske Liye Aapko Sabse Pahle http://ofssbihar.in/ Par Jana Hoga Aur Apna Admission Form Bharna Hoga.
Niche BSEB 11th Admission Form 2022-23 OFSS Portal Par Bharne Ke Liye Sabhi Aasan Steps Diya Gaya Hai Jise Aap Form Bharna Shuru Karne Se Pahle Dekh Sakte ahi Ki Admission Form Kaise Online Hoga.
- Website Log in Kre http://ofssbihar.in/
- Homepage Par Jaye
- Mark the Option Click on Next Option
- Fill Up All details Correctly As Per 10th Mark Sheet
- Fill Address & Adhar No
- Select 10 Intermediate School College Name
- Mark Option & Take Preview
- Click on Next Option Pay Fee
OFSS Bihar Inter Admission Form Apply Me Kya Lagega
OFSS Bihar 11th Admission 2022 Online Form Bharne Ke Liye Aapko 10th Ka Mark Sheet, 10th Admit Card, Ek Photo, Form Fee, Mobile Number, Gmail Id Ki Jarurat Hogi. Ek Gmail Id Aur Mobile Number Se Kewal Ek Hi Students Ka Form Bharayega.
OFSS Admission 2022
Students Aapko Is Post Ke Me Bihar Board Inter Admission 2022 Ke Bare Me Jankari Di Gai Hai. Jisme Mukhyarup Se Admission Form Bharne Ko Lekar Sabhi Baato Ko Spast Rup Se Steps ke Dwara Bataya Gai Hai. Ummed Karta Hu Ki Yah Post Aap Sabhi Ke Liye Upyogi Hoga.
OFSS Admission Merit List
OFSS Admission Form Bharne Ke Kuchh Dino Ke Bad Bihar Board Admission Ke Liye Merit List official website Par Jari Karega. Bihar Board 11th Admission Merit List Class 10th Marks Wa Jati Ke Aadhar Par Taiyar Kiya Gayega.
OFSS Bihar Inter Admission
Merit List Ke Saath Hi Aapko Intermediate School College Merit List Ke Aadhar Par Allotte Kiya Jayega. Jaha Aapko Admission Lena Hoga. Yani Ki Bihar Board Inter (Class 11th) Admission Se Sambandhit Sabhi Tarah Ki Jankari Aap Yahan Se Le Sakte Hai.
Bihar Board Inter 11th Admission Ke Baad Inter Ka Registration Hoga Jiski Jankari Bhi Aap Is Website Par Maujood Post Se Le Sakte Hai.
Yah Website Purnatah Bihar State Ke Students Help Ke Liye Banaya Gaya Hai. Taki Sabhi Students Ko Sambandhit Jankari Aasani Se Mil Sake.
Students, Yah BSEB (Bihar Board) Ki Official Website Nahi Hai Jo Kewal Blog Purpus Se Banaya Gaya Hai. Lekin Bihar Board Ki Sabhi Jankari Ko Yahan Se Check Kiya wa Dekha Ja Sakta Hai Board Ki Ghoshna Ke Bad.